Best Hindi Shayari, Hindi Quotes, Sad-Quotes, Motivational Hindi Quotes, Whatsapp Status, Captions

60 Ghalib Shayari Best Of all Time (मिर्ज़ा ग़ालिब की शायरी)

Mirza Ghalib Shayari, Hindi Shayaris
Ghalib Shayari-mirza ghalib shayari-mirza ghalib shayari in hindi

60 Mirza Ghalib Shayari which are best of all time

 

The best Mirza Ghalib shayari which are all time famous and loving. Mirza Ghalib is One of the most famous and loving shayar of all time. We love their Shayari because it directs connect with our heart. And in this post we have 60 shayari by Ghalib for which you loves to share with your love ones.

And like Ghalib we also have one of the most famous shayar Gulzar. Top Best Gulzar Shayari.

And the most one of the Best Status in Hindi for Whatsapp. 


 

ABOUT

Mirza Ghalibमिर्ज़ा ग़ालिब

Ghalib Shayari-mirza ghalib shayari-mirza ghalib shayari in hindi
Ghalib Shayari-mirza ghalib shayari-mirza ghalib shayari in hindi

 

Name Mirza Asadullah Baig Khan or Mirza Ghalib 

Date of Birth27 December 1797.

Death 15 February 1869

 

Mirza Ghalib” (मिर्ज़ा ग़ालिब) urdu aur Persian bhaasha ke mahaan shaayar the. Unko urdu bhaasha ka sarvakaalik mahaan shaayar maana jaata hai aur Persian kavita ke pravaah ko hindi bhaashan mein lokapriy karne ka shrey bhee inko hi diya jaata hai. Mirza Ghalib ke likhit patr, jo us samay prakaashit nahin hue the, unko bhee urdu me lekhan ka mahatvapoorn lekh maana jaata hai. Mirza Ghalib ko Bharat aur Pakistan mein ek mahatvapoorn kavi ke roop mein jaana jaata hai. Unhe Dabeer-ul-mulk aur Drshm-ud-daula ka khitaab mila. Ghalib mirza mugal kaal ke aakhiree shaasak Bahaadur Shaah Zafar ke darabaaree kavi rahe the. Agra, Delhi aur Kolkata mein apni zindagi gujaarane vaale Mirza Ghalib ko mukhy to unakee urdu shayari ko yaad kiya jaata hai.

Ghalib kee mugal darabaar mein bahut ijjat thi aur vo un vyng karane vaalo par shayari likh kar dete the. Unki 15 February 1869 ko Delhi mein death ho gayi Ghalib puraani Delhi ke jis makaan mein rahate the usako Ghalib Ki Haveli ke naam se jaane jana laga aur baad mein use ek smaarak mein tabdeel kar diya gaya. Ghalib ki kabr Delhi ke Nizamuddin ilaake mein Nizamuddin auliya ke kareeb banaaya gaya. Source-wikipedia

To aaj hum aapke liye lekar aaye hai kuch behtreen aur sabse pasand ki jane vali  Mirza Ghalib shayari, jo yakinan aapko bahut pasand aayegi aur aapke dil ko choo jayegi to anand uthaiye Ghalib shayari ki aur apno ke sath bhi ise bhi share kare.


 

 

Ghalib Shayari

 

Mirza Ghalib shayari in hindi-shayari of ghalib-shayari by ghalib
Mirza Ghalib shayari in hindi-shayari of ghalib-shayari by ghalib

ग़ालिबबुरा मान जो वाइज़ बुरा कहे
ऐसा भी कोई है कि सब अच्छा कहें जिसे” 

‘Ghalib’ Bura Na Maan Jo Waej Bura Kahe, Aisa Bhi Koi Hai Ki Sab Accha Kahe Jise.”


 

“चाहें ख़ाक में मिला भी दे किसी याद सा भुला भी दे,
महकेंगे हसरतों के नक़्श* हो हो कर पाएमाल^ भी !!”

“Chahe Khak Me Mila Bhi De Kisi Yaad Sa Bhula Bhi De Mahekenge Hasrato Ke Naksh Ho Ho Kar Paymaal Bhi !!”


 

“फ़िक्रदुनिया में सर खपाता हूँ
मैं कहाँ और ये वबाल कहाँ !!”

“Fikr-Ae-Duniya Me Sar Khapata Hu, Mai Kha Aur Ye Vbaal Kha.”


 

“जी ढूँडता है फिर वही फ़ुर्सत कि रात दिन,
बैठे रहें तसव्वुरजानाँ किए हुए !!”

“Jee Dhundta Hai Phir Vhi Fursat Ki Raat Din, Baithe Rhe Tasvur-Ae-Jaan Kiye Hue.”


 

Mirza Ghalib shayari in hindi-shayari of ghalib-shayari by ghalib
Mirza Ghalib shayari in hindi-shayari of ghalib-shayari by ghalib

“ता फिर इंतिज़ार में नींद आए उम्र भर,
आने का अहद कर गए आए जो ख़्वाब में !!”

“Ta Fir Na Intijaar Me Need Aay Umar Bhar, Ane Ka Ahad Kar Gy Aay Jo Khwab Me!!”


 

“रगों में दौड़ते फिरने के हम नहीं क़ाइल,
जब आँख ही से टपका तो फिर लहू क्या है !!”

“Rango Me Daudte Firne Ke Ham Nahi Kaiel, Jab Ankh Hi Se Na Tapka To Fir Lahu Kya Hai !!”


 

“अर्ज़नियाज़इश्क़ के क़ाबिल नहीं रहा
जिस दिल पे नाज़ था मुझे वो दिल नहीं रहा”

“Arz-Ae-Niyaz-Ae-Ishq Ke Kabil Nhi Raha, Jis Dil Pe Naaz Tha Mujhe Vo Dil Nhi Raha”


 

“मुहब्बत में उनकी अना का पास रखते हैं,
हम जानकर अक्सर उन्हें नाराज़ रखते हैं !!”

“Mohbaat Me Unki Ana Ka Pass Rakhte Hai, Ham Jaankar Aksar Unhe Naraj Rakhte Hai.”


 

“कोई मेरे दिल से पूछे तिरे तीरनीमकश को
ये ख़लिश कहाँ से होती जो जिगर के पार होता”

“Koi Mere Dil Se Puche Tere-Ae-Neem-Kash Ko Ye Khalish Kha Se Hoti Jo Jigar Ke Paar Hota.”


 

 “तुम अपने शिकवे की बातें
खोद खोद के पूछो
हज़र करो मिरे दिल से
कि उस में आग दबी है.”

“Tum Apne Sikwe Ki Baatein Na Khod Khod Ke Poocho Hajar Karo Mere Dil Se Ki Us Me Aag Dabi Hai.”


 

“इस सादगी पे कौन मर जाए ख़ुदा
लड़ते हैं और हाथ में तलवार भी नहीं”

“Is Sadgi Pe Kon Na Mar Jay Ae Khuda, Ladte Hai Aur Hath Me Talwar Bhi Nhi.”


 

“न सुनो गर बुरा कहे कोई,
कहो गर बुरा करे कोई !!”

“Na Suno Gar Bura Kahe Koi, Na Kaho Gar Bura Kare Koi.”



“रोक लो गर ग़लत चले कोई,
बख़्श दो गर ख़ता करे कोई !!”

“Rok Lo Gar Galat Chale Koi, Baksh Do Gar Kahta Kare Koi !!”


 

“तेरे वादे पर जिये हम
तो यह जान,झूठ जाना
कि ख़ुशी से मर जाते
अगर एतबार होता”

“Tere Vade Par Jiye Ham To Yh Jaan, Jhuth Jana Ki Khusi Se Mar Na Jate Agar Aitbaar Hota.”


 

“भीगी हुई सी रात में जब याद जल उठी,
बादल सा इक निचोड़ के सिरहाने रख लिया !!”

“Bheege Hui Se Raat Me Jab Yaad Jal Uthi, Badal Sa Ek Nichod Ke Sirhane Rakh Liya !!”


 

“कुछ लम्हे हमने ख़र्च किए थे मिले नही,
सारा हिसाब जोड़ के सिरहाने रख लिया !!”

“Kuch Lamhe Hamne Kharch Kiye The Mile Nhi, Sara Hisab Jod Ke Sirhane Rakh Liya !!”


 

“वो रास्ते जिन पे कोई सिलवट ना पड़ सकी,
उन रास्तों को मोड़ के सिरहाने रख लिया !!”

“Vo Raaste Jin Pe Koi Silvat Na Pad Saki, Un Rasto Ko Mod Ke Sirhane Rakh Liya !!


 

Mirza Ghalib shayari in hindi-shayari of ghalib-shayari by ghalib
Mirza Ghalib shayari in hindi-shayari of ghalib-shayari by ghalib

“हम जो सबका दिल रखते हैं
सुनो, हम भी एक दिल रखते हैं”

“Ham Jo Sabka Dil Rakhte Hai Suno, Ham Bhi Ek Dil Rakhte Hai”


 

“इक शौक़ बड़ाई का अगर हद से गुज़र जाए
फिरमैंके सिवा कुछ भी दिखाई नहीं देता”

“Ek Shouk Badai Ka Agar Had Se Gujar Jaay Fir ‘Mai’ Ke Siva Kuch Bhi Dikhai Nhi Deta”


 

Mirza Ghalib shayari in hindi-shayari of ghalib-shayari by ghalib
Mirza Ghalib shayari in hindi-shayari of ghalib-shayari by ghalib

“ज़िन्दग़ी में तो सभी प्यार किया करते हैं,
मैं तो मर कर भी मेरी जान तुझे चाहूँगा !!”

“Zindagi Me To Sabhi Pyaar Kiya Karte Hai, Mai To Mar Kar Bhi Meri Jaan Tujhe Chaunga !!”


 

“दिलनादाँ तुझे हुआ क्या है
आख़िर इस दर्द की दवा क्या है”

“Dil-Ae-Naad Tujhe Hua Kya Hai Akhir Is Dard Ki Dawa Kya Hai”


 

“इक क़ुर्ब जो क़ुर्बत को रसाई नहीं देता,
इक फ़ासला अहसासजुदाई नहीं देता”

“Ek Kurb Jo Kurbat Ko Rasoi Nhi Deta Ek Fasla Ahsaas-Ae-Judai Nhi Deta”


 

“तू मिला है तो ये अहसास हुआ है मुझको,
ये मेरी उम्र मोहब्बत के लिए थोड़ी है ….”

“Tu Mila Hai To Ye Ahsas Hua Hai Mujhko, Ye Meri Umar Mohabaat Ke Liye Thodi Hai…”


मिर्ज़ा ग़ालिब की शायरी 

 

best shayari of mirza ghalib-ghalib shayari on love-मिर्ज़ा ग़ालिब की शायरी
best shayari of mirza ghalib-ghalib shayari on love-मिर्ज़ा ग़ालिब की शायरी

“उस पे आती है मोहब्बत ऐसे
झूठ पे जैसे यकीन आता है”

“Us Pe Ati Hai Mohabaat Aise Jhuth Pe Jaise Yakeen Ata Hai”


 

“गुज़रे हुए लम्हों को मैं इक बार तो जी लूँ,
कुछ ख्वाब तेरी याद दिलाने के लिए हैं !!”

“Gujre Hue Lamho Ko Mai Ek Baar To Jee Lu, Kuch Khwab Teri Yaad Dilane Ke LiYE Hai !!”


 

best shayari of mirza ghalib-ghalib shayari on love-मिर्ज़ा ग़ालिब की शायरी
best shayari of mirza ghalib-ghalib shayari on love-मिर्ज़ा ग़ालिब की शायरी

“गुज़र रहा हूँ यहाँ से भी गुज़र जाउँगा,
मैं वक़्त हूँ कहीं ठहरा तो मर जाउँगा !!”

“Gujar Raha Hu Yha Se Bhi Gujar Jaunga, Mai Waqt Hu Kahi Thara To Mar Jaunga !!”


 

best shayari of mirza ghalib-ghalib shayari on love-मिर्ज़ा ग़ालिब की शायरी
best shayari of mirza ghalib-ghalib shayari on love-मिर्ज़ा ग़ालिब की शायरी

“एजाज़ तेरे इश्क़ का ये नही तो और क्या है,
उड़ने का ख़्वाब देख लिया इक टूटे हुए पर से !!”

“Aejaj Tere Ishq Ka Ye Nhi To Aur Kya Hai, Udne Ka Khwab Dekh Liya Ek Tute Hue Par Se !!”


best shayari of mirza ghalib-ghalib shayari on life-मिर्ज़ा ग़ालिब की शायरी
best shayari of mirza ghalib-ghalib shayari on life-मिर्ज़ा ग़ालिब की शायरी

“कुछ तो तन्हाई की रातों में सहारा होता,
तुम होते सही ज़िक्र तुम्हारा होता !!”

“Kuch To Tanhai Ki Raato Me Sahara Hota, Tum  Na Hote Na Shi Zikar Tumhara Hota !!”  


 

“यादेजानाँ भी अजब रूहफ़ज़ा आती है,
साँस लेता हूँ तो जन्नत की हवा आती है !!”

“Yaad- Jana Bhi Ajab Ruh-Faza Ati Hai, Sans Leta Hu To Jannat Ki Hawa Ati Hai!!”


 

है और तो कोई सबब उसकी मुहब्बत का नहीं,
बात इतनी है के वो मुझसे जफ़ा करता है !!”

“Hai Aur To Koi Sabab Uski Mohabaat Ka Nhi, Baat Itni Hai Ke Vo Mujhse Jafa Karta Hai !!”


 

best shayari of mirza ghalib-ghalib shayari on life-मिर्ज़ा ग़ालिब की शायरी
best shayari of mirza ghalib-ghalib shayari on life-मिर्ज़ा ग़ालिब की शायरी

मत पूछ कि क्या हाल है मेरा तिरे पीछे,
तू देख कि क्या रंग है तेरा मिरे आगे !!”

“Mat Pooch Ki Kya Haal Hai Mera Tere Peeche, Tu Dekh Ki Kya Rang Hai Tera Mera Aage !!”


 

“इश्क़ पर ज़ोर नहीं है ये वो आतिशग़ालिब
कि लगाए लगे और बुझाए बने”

“Ishq Par Zor Nhi Hai Ye Vo Aatish ‘Galib’ Ki Lagay Na Lge Aur Bujhay Na Bane”


 

best shayari of mirza ghalib-ghalib shayari on life-मिर्ज़ा ग़ालिब की शायरी
best shayari of mirza ghalib-ghalib shayari on life-मिर्ज़ा ग़ालिब की शायरी

“इश्क़ ने ‘ग़ालिब’ निकम्मा कर दिया वरना हम भी आदमी थे काम के

“Ishq Ne Galib Nikmma Kar Diya Varna Ham Bhi Aadmi The Kaam Ke”


 

Mirza Ghalib Shayari in Hindi

 

“गैर ले महफ़िल में बोसे जाम के

हम रहें यूँ तश्ना-ऐ-लब पैगाम के


खत लिखेंगे गरचे मतलब कुछ न हो
हम तो आशिक़ हैं तुम्हारे नाम के


इश्क़ ने “ग़ालिब” निकम्मा कर दिया
वरना हम भी आदमी थे काम के”

“Gair Le Mehfill Me Bose Jaam Ke

Ham Rhe Yu Tasha Ye Pagam Ke

 

Khat Likhenge Garche Matlb Kuch Na Ho

Hum To Aishque Hai Tumhre Naam Ke

 

Ishq Ne Ghalib Nikmma Kar Diya

Varna Hum Bhi Aadmi The Kaam Ke”


“ दिया है दिल अगर उस को , बशर है क्या कहिये

हुआ रक़ीब तो वो , नामाबर है , क्या कहिये

यह ज़िद की आज न आये और आये बिन न रहे
काजा से शिकवा हमें किस क़दर है , क्या कहिये

ज़ाहे -करिश्मा के यूँ दे रखा है हमको फरेब
की बिन कहे ही उन्हें सब खबर है , क्या कहिये

समझ के करते हैं बाजार में वो पुर्सिश -ऐ -हाल
की यह कहे की सर -ऐ -रहगुज़र है , क्या कहिये

तुम्हें नहीं है सर-ऐ-रिश्ता-ऐ-वफ़ा का ख्याल
हमारे हाथ में कुछ है , मगर है क्या कहिये

कहा है किस ने की “ग़ालिब ” बुरा नहीं लेकिन
सिवाय इसके की आशुफ़्तासार है क्या कहिये ”

“ Dil Hai Dil Aagar Us Ko, Basar Hai Kya Kahiye

Hua Rakib To Vo, Naamabr Hai, Kya Kahiye

 

Yh Jidd Ki Aaj Na Aay Aur Aay Bin Na Rahe

Kaja Se Sikwa Hme Kis Kadar Hai, Kya Kahiye

 

Jahe- Karishma Ke Yu De Rakha Hai Hamko Fareyb

Ki Bin Kahe Hi Unhe Sab Khabr Hai, Kya Kahiye

 

Samjh Ke Karte Hai Bazaar Me Vo Pusirsh-Ae-Haal

Ki Yha Khe Ki Sar-Ae-Rahagujar Hai Kya Kahiye

 

Tumhe Nhi Sar-Aey-Rishta-Aey-Wafa Ka Khyal

Hamre Hath Me Kuch Hai, Magar Hai Kya Kahiye

 

Kha Hai Kis Ne Ki Galib Bura Nhi Lekin

Sivay Iske Ki Ashuftasaar Hai Kya Kahiye.”


“ मैं उन्हें छेड़ूँ और कुछ न कहें

चल निकलते जो में पिए होते


क़हर हो या भला हो , जो कुछ हो
काश के तुम मेरे लिए होते


मेरी किस्मत में ग़म गर इतना था
दिल भी या रब कई दिए होते


आ ही जाता वो राह पर ‘ग़ालिब ’
कोई दिन और भी जिए होते ”

“Mai Unhe Ched Aur Kuch Na Khe

Chl Niklte Jo Me Piye Hote

 

Kaher Ho Ya Bhala Ho, Jo Kuch Ho

Kaash Ke Tum Mere Liye Hote

 

Meri Kismat Me Gam Gar Itna Tha

Dil Bhi Ya Rab Kai Diye Hote

 

Aa Hi Jata Vo Rah Par Galib

Koi Din Aur Bhi Jiye Hote.”


“ फिर तेरे कूचे को जाता है ख्याल

दिल -ऐ -ग़म गुस्ताख़ मगर याद आया

कोई वीरानी सी वीरानी है .
दश्त को देख के घर याद आया”

“ Phir Tere Kuche Ko Jata Hai Khayal

Dil-Ae-Gam Gustak Magar Yaad Aaya

 

Koi Viraani Si Viraani Hai

Dast Ko Dekh Ke Ghar Yaad Aya.”


“ सादगी पर उस के मर जाने की  हसरत दिल में है

बस नहीं चलता की फिर खंजर काफ-ऐ-क़ातिल में है

देखना तक़रीर के लज़्ज़त की जो उसने कहा
मैंने यह जाना की गोया यह भी मेरे दिल में है ”

“ Sadgi Par Us Ke Mar Jaane Ki Hasrat Dil Me Hai

Bas Nhi Chalta Ki Phir Khnjar Kaaf-Ae-Katil Me Hai

 

Dekhne Takreer Ke Lajjat Ki Jo Usne Kha

Maine Yha Jana Ki Goya Yha Bhi Mere Dil Me Hai.”


Ghalib Shayari-mirza ghalib shayari-mirza ghalib shayari in hindi
Ghalib Shayari-mirza ghalib shayari-mirza ghalib shayari in hindi

 

“ मैं नादान था जो वफ़ा को
तलाश करता रहा “ग़ालिब

यह न सोचा के एक दिन अपनी साँस भी
बेवफा हो जाएगी ”

“ Mai Nadaan Tha Jo Wafa Ko

Talaash Karta Rha Ghalib

Yh Na Socha Ke Ek Din Apni Saans Bhi

Bewafa Ho Jayagi.”


mirza ghalib shayari in hindi-best shayari of mirza ghalib-मिर्ज़ा ग़ालिब की शायरी
mirza ghalib shayari in hindi-best shayari of mirza ghalib-मिर्ज़ा ग़ालिब की शायरी

 

“ तोड़ा कुछ इस अदा से
तालुक़ उस ने “ग़ालिब

के सारी उम्र अपना क़सूर ढूँढ़ते रहे”

“ Toda Kuch Is Ada Se

Taluk Us Ne Ghalib

Ke Sari Umar Apna Kasoor Dhundta Rhe.”


Ghalib Shayari-mirza ghalib shayari-mirza ghalib shayari in hindi
Ghalib Shayari-mirza ghalib shayari-mirza ghalib shayari in hindi

 

“ बे-वजह नहीं रोता
इश्क़ में कोई “ग़ालिब

जिसे खुद से बढ़ कर चाहो
वो रूलाता ज़रूर ”

“ Be-Wajha Nhi Rota

Ishq Me Koi Ghalib

Jis Khud Se Badh Kar Chao

Vo Rulata Zarur.”


“ हमको मालूम है जन्नत की हकीकत लेकिन

दिल के खुश रखने को “ग़ालिब
यह ख्याल अच्छा है ”

“ Hamko Maloom Hai Jannat Ki Haqekat Lekin

Dil Ke Khus Rakhne Ko Ghalib

Yh Khayaal Accha Hai.”


mirza ghalib shayari in hindi-best shayari of mirza ghalib-मिर्ज़ा ग़ालिब की शायरी
mirza ghalib shayari in hindi-best shayari of mirza ghalib-मिर्ज़ा ग़ालिब की शायरी

 

“ फिर उसी बेवफा पे मरते हैं

फिर वही ज़िन्दगी हमारी है

बेखुदी बेसबब नहीं “ग़ालिब
कुछ तो है जिस की पर्दादारी है ”

“ Phir Usi Bewafa Pe Marte Hai

Phir Vhi Zindagi Hamari Hai

Bekhudi Besabab Nhi Ghalib

Kuch To Hai Jis Ki Pardadari Hai.”


“ सब ने पहना था बड़े शौक से कागज़ का लिबास

जिस कदर लोग थे बारिश में नहाने वाले

अदल के तुम न हमे आस दिलाओ
क़त्ल हो जाते हैं , ज़ंज़ीर हिलाने वाले “

“ Sab Ne Pahna Tha Bade Sauk Se Kagaj Ka Libaas

Jis Kadar Log The Barrish Me Nahane Vale

Adl Ke Tum Ne Hme Aas Dilao

Katl Ho Jate Hai, Janjeer Hilane Vale.”


“ ज़रा कर जोर सीने पर की तीर-ऐ-पुरसितम्
निकले जो……!!!

वो निकले तो दिल निकले ,
जो दिल निकले तो दम निकले “

“ Zara Kar Jor Seena Par Ki Teer-Ae-Pursitam

Nikle Jo……

Vo Nikle To Dil Nikle,

Jo Dil Nikle To Dam Nikle.”


“ तेरी दुआओं में असर हो तो
मस्जिद को हिला के दिखा

नहीं तो दो घूँट पी और
मस्जिद को हिलता देख ”

“ Teri Duao Me Asar Ho To

Masjeed Ko Hila Ke Dekha

Nhi To Do Ghut Pee Aur

Masjeed Ko Hilta Dekh.”


“ लाज़िम था के देखे मेरा रास्ता कोई दिन और

तनहा गए क्यों , अब रहो तनहा कोई दिन और ”

“ Lajeem Tha Ke Dekh Mera Rasta Din Aur

Tanha Gay Kyo, Ab Raho Tanha Koi Din Aur.”


“ दिल से तेरी निगाह जिगर तक उतर गई

दोनों को एक अदा में रजामंद कर गई

मारा ज़माने ने ‘ग़ालिब‘ तुम को
वो वलवले कहाँ , वो जवानी किधर गई ”

“ Dil Se Teri Nigaha Jigar Tak Utar Gai

Dono Ko Ek Ada Me Rajamand Kar Gai

Mara Jamane Ne Galib Tum Ko

Vo Valvley Kha, Vo Jawaani Kidhar Gai.”


“ उल्फ़त पैदा हुई है , कहते हैं , हर दर्द की दवा

यूं हो हो तो चेहरा -ऐ -गम उल्फ़त ही क्यों न हो ”

“ Ulfat Paida Hui Hai, Kahtey Hai, Har Dard Ki Dava

Yu Ho Ho To Chera-Ae-Gam Ulfat Hi Kyu Na Ho.”


“ नादान हो जो कहते हो क्यों जीते हैं “ग़ालिब “

किस्मत मैं है मरने की तमन्ना कोई दिन और ”

“ Nadaan Ho Jo Kahtey Ho Kyo Jeete Hai Galib

Kismat Mai Hai Marne Ki Tamnna Koi Din Aur ”


“ आया है मुझे बेकशी इश्क़ पे रोना ग़ालिब

किस का घर जलाएगा सैलाब भला मेरे बाद ”

“ Aya Hai Mujhe Bekasi Ishq Pe Rona Ghalib

Kis Ka Ghar Jlayga Sailab Bhala Mere Baad ”


Ghalib Shayari-mirza ghalib shayari-mirza ghalib shayari in hindi
Ghalib Shayari-mirza ghalib shayari-mirza ghalib shayari in hindi

 

“ ख्वाहिशों का काफिला भी अजीब ही है “ग़ालिब”

अक्सर वहीँ से गुज़रता है जहाँ रास्ता नहीं होता ”

“ Khawaiso Ka Kafila Bhi Ajeeb Hi Hai “Ghalib”

Aksar Vhi Se Gujrta Hai Jha Rasta Nhi Hota.”


“ करने गए थे उस से तग़ाफ़ुल का हम गिला

बस एक ही निगाह की बस ख़ाक हो गए ”

“ Karne Gy The Us Se Tgaful Ka Ham Gila

Bas Ek Hi Nigha Ki Bas Khak Ho Gy.”


“ग़ालिब“ छूटी शराब पर अब भी कभी कभी ,
पीता हूँ रोज़-ऐ-अबरो शब-ऐ-महताब में “

“ Chuti Saraab Par Ab Bhi Kabhi Kabhi,

Peeta Hu Roz-Aey-Abro Sab-Aey-Mahtaab Me.”


“ रात है ,सनाटा है , वहां कोई न होगा, ग़ालिब

चलो उन के दरो -ओ -दीवार चूम के आते हैं ”

“ Raat Hai, Sanaata Hai, Vha Koi Na Hoga, Ghalib

Chalo Un Ke Daro-Ao-Diwar Chum Ke Aate Hai.”


Ghalib Shayari-mirza ghalib shayari-mirza ghalib shayari in hindi
मिर्ज़ा ग़ालिब की शायरी-mirza ghalib shayari in hindi-shayari of ghalib

 

“ तेरे हुस्न को परदे की ज़रुरत नहीं है “ग़ालिब”

कौन होश में रहता है तुझे देखने के बाद ”

“ Tere Husn Ko Parde Ki Zarurt Nhi Hai Ghalib

Kon Hosh Me Rahta Hai Mujhe Dekhne Ke Baad.”


Ghalib Shayari-mirza ghalib shayari-mirza ghalib shayari in hindi
Ghalib Shayari-mirza ghalib shayari-mirza ghalib shayari in hindi

 

“ दर्द हो दिल में तो दबा दीजिये

दिल ही जब दर्द हो तो क्या कीजिये ”

“ Dard Ho Dil Me To Daba Kijiye

Dil Hi Jab Dard Ho To Kya Kijia.”


“ आज फिर इस दिल में बेक़रारी है

सीना रोए ज़ख्म-ऐ-कारी है

फिर हुए नहीं गवाह-ऐ-इश्क़ तलब
अश्क़-बारी का हुक्म ज़ारी है

बे-खुदा , बे-सबब नहीं , “ग़ालिब“
कुछ तो है जिससे पर्दादारी है ”

” Aaj Fir Is Dil Me Bekarari Hai

Seena Roye Jakhm-Aey-Kari Hai

 

Fir Hue Nhi Gawha-Aey-Ishq Talab

Ashk-Bari Ka Hukm Zari Hai

 

Be-Khuda, Be-Sabab Nhi, Ghalib

Kuch To Hai Jisse Pardadari Hai.


Ghalib Shayari-mirza ghalib shayari-mirza ghalib shayari in hindi
Ghalib Shayari-mirza ghalib shayari-mirza ghalib shayari in hindi

 

“ तू तो वो जालिम है जो दिल में रह कर भी
मेरा न बन सका , “ग़ालिब“

और दिल वो काफिर,
जो मुझ में रह कर भी तेरा हो गया “

“ Tu To Vo Jalim Hai Jo Dil Me Rah Kar Bhi

Mera Na Ban Saka, “Ghalib”

Aur Dil Vo Kafir,

Jo Mujh Me Rah Kar Bhi Tera Ho Gya.”


Ghalib Shayari-mirza ghalib shayari-mirza ghalib shayari in hindi
Ghalib Shayari-mirza ghalib shayari-mirza ghalib shayari in hindi

 

“ पीने दे शराब मस्जिद में बैठ के,

या वो जगह बता जहाँ खुदा नहीं है ”

“ Peeni De Sharab Masjid Me Baith Ke, Ghalib

Ya Vo Jagha Bta Jha Khuda Nhi Hai.”


Ghalib Shayari-mirza ghalib shayari-mirza ghalib shayari in hindi
मिर्ज़ा ग़ालिब की शायरी-mirza ghalib shayari in hindi-shayari of ghalib

 

“ इश्क़ पर जोर नहीं ,
यह तो वो आतिश है, “ग़ालिब”

के लगाये न लगे और बुझाए न बुझे ”

“ Ishq Par Jor Nhi,

Yh To Vo Atish Hai, Ghalib

Ke Lagay Na Lage Aur Bujhay Na Bujhe.”


"Happy Easter Wishes and Easter Greetings: Easter Messages, Easter Quotes, and Easter Cards to Celebrate Easter"

“Top Best Happy Easter Wishes and Easter Greetings: Easter Messages, Easter Quotes, and Easter Cards to Celebrate Easter”

Celebrate Easter with Best Warm Wishes, Joyful Greetings, and Inspirational Messages Happy Easter Wishes • Wishing you and your loved ...
Read More....
Thomas Alva Edison Quotes

15 Top Best Inspirational Thomas Alva Edison Quotes

Thomas Alva Edison Quotes Thomas Alva Edison (February 11, 1847 – October 18, 1931) was an American inventor and businessman ...
Read More....
Life Changing Quotes-

Top Best Life Changing Quotes-Inspirational Quotes

Top Best Life Changing Quotes-Inspirational Quotes Hey guys we bring for you, some of the best Life Changing Quotes, Inspiring ...
Read More....
Dalai Lama Quotes-Dalai Lama Quotes Images

All Time Best Dalai Lama Quotes-Dalai Lama Quotes on Life.

Best Dalai Lama Quotes-Dalai Lama Quotes on Life. Dalai Lama Standard Tibetan: is a title given by the Tibetan people to the foremost ...
Read More....
Elon musk Quotes

All time Best Inspirational Elon Musk Quotes/Elon Musk Motivational Quotes

Elon Musk Quotes Elon Musk  Elon Reeve Musk (born June 28, 1971) is a business magnate, industrial designer, engineer, and ...
Read More....
Spread the love shayarihindime.com
Tagged , , , , , , , , , , ,

1 thought on “60 Ghalib Shayari Best Of all Time (मिर्ज़ा ग़ालिब की शायरी)

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *